Rutho na tum bahar me song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Rutho na tum bahar mein
Rutho na tum bahar mein
Mausam e khush gawar mein
Mausam e khush gawar mein
Jaao ji dil chura liya
Jaao ji dil chura liya
Tumne to pyar pyar mein
Tumne to pyar pyar mein


Uthti hui jawaniya
Uthti hui jawaniya
Kahti hai kuch kahaniya
Dil nahi preet ki aag mein
Mausam hai khush gawar mein


Udhed bun ka maza
Paya dil lagane mein
Udhed bun ka maza
Paya dil lagane mein
Gujar saku to hai
Din raat tane bane mein
Gujar saku to hai
Din rat tane bane mein
Ye khus naseeb jo jode
Wo kamyad hue
Ye khus naseeb jo jode
Wo kamyad hue ulajh ulajh ke
Tumhari nazar churane mein
Ulajh ulajh ke
Tumhari nazar churane mein
Hum rahe intzar mein
Mausame khush gawar mein


Chhodo ye dore tut na jaye hamare
Chhodo ye dore tut na jaye hamare
Ise banadhungi tumhe pyar me pyare
Ise banadhungi tumhe
Pyar mein pyare
Main jab tumhe karungi main
Pyar ki yad gar mein
Mausame khush gawar mein
Rutho na tum bahar mein
Mausam e khush gawar mein
Jaao ji dil chura liya
Jaao ji dil chura liya
Tumne to pyar pyar mein
Tumne to pyar pyar mein


Rutho na tum bahar mein
Mausam e khush gawar mein
Mausam e khush gawar mein
Jaao ji dil chura liya
Jaao ji dil chura liya
Tumne to pyar pyar mein
Tumne to pyar pyar mein.