Main Harijan Ki Chhori Lyrics - Naya Sansar | Ashok Kumar | Mubarak | Suresh | Rajkumari Dubey
in Movies
Watch the Video
Song Information
Main harijan ki chhori song is from Naya Sansar (1941) and it is sung by Rajkumari Dubey.It stars Ashok Kumar, Mubarak, Suresh, Sushil Kumar in leading roles. This song is penned by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep) and composed by Ramchandra Pal. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Main harijan ki chhori
Main harijan ki chhori
Hare hare mera
Naam dulhariya
Main harijan ki chhori
Pari o ka desh
Yeh toh pari o ka desh
Hum hai raja
Koi nahi raani
Tu ban jaa
Patraani daya heen
Sundar hai raaj
Kumar tumhara desh
Pari o ka desh
Yeh toh pari o ka desh
Yahan mora raja main
Toh dash deewani
Main tora raja
Aari kaahe murajaaye
O re mora raja
Tohri kahan hai sanwari
Baag kachahriya
Mein mori mehraani
Yahan mora raja
Main toh dash deewani
Kahan chale hai
Mora piya pardesiya
Kaise udun mere
Pankh nahin hai
Kahan chale ho
More bala ji rasiya
Mohe bhi sang liye
Jaao haaye chhaliya
Yeh sab kya thaa
More sapana
Yeh sab bharam
Tha mera sapna
Yeh sab kya thaa
More sapana
Yeh sab bharam
Tha mera sapna
Koi nahin hai
Yahan pe more rasiya
Saari nagariya mein
Kehet phiroongi main to
Daiya re daiya mohe
Beech bazariya mein
Kaise sharmaaun
More balam rasiyan
Main harijan ki chhori
Main harijan ki chhori
Hare hare mera
Naam dulhariya
Main harijan ki chhori.