Aaj galiyon me song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by J. N. Choudhary. This song was released on 31 Dec 1958.
Eye meri zindagi ke sahare kaha hai tu
Mujhko bhi apne paas bulale jaha hai tu
Aaj galiyo me teri aaya hai deewana tera

Dil me lekar gum tera hotho pe afsana tera
Aaj galiyo me teri

Bhikh de didar ki parda utha jalwa dikha

Mangta hai husn ki khairat mastana tera
Mangta hai husn ki khairat mastana tera
Aaj galiyo me teri aaya hai deewana tera
Aaj galiyo me teri

Tu hi dil ko husn ki chingariyo se fuk de

Aag me gum ki jala jata hai parwana tera
Aag me gum ki jala jata hai parwana tera
Aaj galiyo me teri

Teri marji hai bana de ya mita de tu mujhe

Zindagi tujh par ha isadke dil hai najrana tera
Zindagi tujh par ha isadke dil hai najrana tera
Aaj galiyo me teri aaya hai deewana tera
Dil me lekar gum tera hotho pe afsana tera
Aaj galiyo me teri.