Aag hai lagi huiAag hai lagi hui har taraf yahan wahanJal rahi hai yeh zamin, jal raha hai asmaanAag hai lagi hui har taraf yahan wahanJal rahi hai yeh zamin, jal raha hai asmaanAag hai lagi huiDil kya hai!Kanch ka khilona hai, sapna ek salona haiDil bada nazuk hai yeh, toot na jaaye kahinKhelte hain dil se jo yeh khabar unko nahinDil bada nazuk hai yeh, toot na jaaye kahinKhelte hain dil se jo yeh khabar unko nahinDil gaya to kya raha, dil ke sath hai jahanJal rahi hai yeh zamin, jal raha hai asmaanAag hai lagi huiCheez kya hai pyar yeIk dawa hai yaar yeh
Yeh dawa kabhi kabhi gham ka jaam ban gayiZindagi ki har subah ek shaam ban gayiRoshni chali gayiRoshni chali gayi reh gaya dhuan dhuanJal rahi hai yeh zamin, jal raha hai asmaanDor toot jaati hai, jode gaanth aati haiShaadi aur byah hai rishta aitbar kaSaat janam ke waaste ek vaada pyar kaShaadi aur byah hai rishta aitbar kaSaat janam ke waaste ek vaada pyar kaEk pal mein ho gayeEk pal mein ho gaye phir bhi log badgumanJal rahi hai yeh zamin, jal raha hai asmaanAag hai lagi hui har taraf yahan wahanJal rahi hai yeh zamin, jal raha hai asmaanAag hai lagi hui har taraf yahan wahanJal rahi hai yeh zamin, jal raha hai asmaan