Aa meri ankhon ki gehrayi mein song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Naresh Saigal. This song was released on 01 Jan 2018.
Aa meri ankho ki gehrayi mein
Aa kar dhub ja
Agar tamanna hai khushi ki
Muskura kar dub ja
Abhi jindagi ke sahare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai
Main kyu dub jau kinare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai


Kisi manchale ka baram todane ko
Machalti hawa o rukh modhane ko
Humari najar ke ishare bahut hai
Kisi manchale ka baram todane ko
Machalti hawa o rukh modhane ko
Humari najar ke ishare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai


Tumhari adao ko pechanta hu
Tumhari adao ko pechanta hu
Tumhe tumse behtar to mai janta hu
Nigahe salamat najaare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai


Yahi dekh lo agar na tumko yakin ho
Humari najro mein tumhi tum hi ho
Yahi dekh lo agar na tumko yakin ho
Humari najro mein tumhi tum hi ho
Isi anjuman mein humare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai


Andhere hai lekin mujhe gham nahi hai
Andhere hai lekin mujhe gham nahi hai
Ke ummid ki roshani kam nahi hai
Mere aasman par sitare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai
Main kyu dub jau kinare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai.