Ae jane jahan song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ae jane jahan jate ho kaha
Ae jane jahan jate ho kaha
Ae jane jahan jate ho kaha
Abhi dil to hamara bhara hi nahi
Abhi dil to hamara bhara hi nahi
Ae jane jahan jate ho kaha


Aaye ho to phir jate ho kaha
Jab khinch laya pyar mera
Nazro mein hai dil ke afsane
Inkar mein hai ikarar tera
Inkar mein hai ikarar tera
Betab jigar ab jaye kidhar
Betab jigar ab jaye kidhar
Nazro ko karar mila hi nahi
Nazro ko karar mila hi nahi
Ae jane jahan jate ho kaha


Pani mein kabhi badal mein kabhi
Dikhalan jalak phir chup jana
Aaye ho kaha se
Kaun ho tum
Kuch naam pata to batlana
Kuch naam pata to batlana
Chup chup na raho kuch dil ki kaho
Chup chup na raho kuch dil ki kaho
Sabhi pyar ke dard dara hi nahi
Sabhi pyar ke dard dara hi nahi
Ae jane jahan jate ho kaha
Abhi dil to hamara bhara hi nahi
Ae jane jahan jate ho kaha.