Sun sun sun sun zaalimaa song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Guru Dutt. This song was released on 01 Jan 2018.
sun sun sun sun zaalimaa
pyaar hamako tumase ho gayaa
dil se milaa le dil meraa
tujhako mere pyaar kii qasam
pyaar kii nazar se duur yuun na zindagii guzaar
husn tuu hai ishq main kar bhii le nazar ko chaar
chaar main nazar karuun aur phir huzuur se
paas yuun na aa_ii_e baat kiije duur se
sun sun sun sun zaalimaa
dur kab talak rahuun, phuul tuu hai rang main
main to huun tere liye, dor tuu patang main
kat ga_ii patang jii, dor ab na daaliye
aur kisii ke saamane jaa ke dil uchhaaliye
sun sun sun sun zaalimaa
baat rah na jaaye phir, vaqt ye guzar na jaaye
mere pyaar kaa ye haar tuut kar bikhar na jaaye
pyaar pyaar kah ke tuu dil meraa na luut re
kah rahaa hai tuu jo baat, ho naa jhuuth-muuth re
sun sun sun sun zaalimaa