Dilwale dilwale tera naam kya hai song is from and it is sung by , , , .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Manoj Kumar. This song was released on 03 Feb 1981.
Dilwale..
Dilwale dilwale tera naam kya hai
Dilwale dilwale tera naam kya hai
Naam kya hai, tera paigam kya hai
Kranti, kranti
Kranti, kranti

Ab kisi ki maang na ujde
Ab kisi ki maang na ujde
Ab bachchon se maa na bichhde
O ab bachchon se maa na bichhde

Dilwale..
Dilwale dilwale tera apna kya hai
Dilwale dilwale tera apna kya hai
Apna kya hai, tera sapna kya hai
Kranti aaha, kranti aaha
Kranti, kranti

Desh ki khatir kaam aayenge
Desh ki khatir kaam aayenge
Godd mein iski so jaayenge
Ho godd mein iski so jaayenge

Dilwale..
Dilwale dilwale tera armaan kya hai
Armaan kya hai, tera imaan kya hai
Kranti aaha, kranti aaha
Kranti, kranti

Ek hi mitti, ek hi pooja
Ek hi mitti, ek hi pooja
Iske siwa na bhaaye dooja
Ho iske siwa na bhaaye dooja

Dilwale..
Dilwale dilwale tera Ram kya hai
Ram kya hai, tera Ghanshyam kya hai
Kranti aaha, kranti aaha
Kranti, kranti
Kranti, kranti