Hum jawaan khoon ki garmi se Narmi se ya besharmi se Hum jawaan khoon ki garmi se Narmi se ya besharmi se
Jo thaan liya kar jayenge Ab jeet ke hi ghar jayenge Jo thaan liya kar jayenge Ab jeet ke hi ghar jayenge
Chal zor laga ke haishaa Chal kadam badha ke haishaa Chal zor lagaake haishaa Chal kadam badha ke haishaa Iraadon mein hai dum Hawa ke hum kadam
Aazaadiyon ki kya hadein Na hausalon ki hai sarhadein Hum parvaton ko cheer dein Hum aandhiyon ko na raah dein
Ho ishq ya jung zamaane se Dono mein jeet zaroori hai Duniya ke apne laalach hain Dil ki apni majboori hai Yeh baat bata ke jayenge Hum khwaab saja ke jayenge Yeh baat bata ke jayenge Hum khwaab saja ke jayenge
Chal zor laga ke haishaa
Chal kadam badha ke haisha Chal zor lagaake haisha Chal kadam badha ke haishaa Iraadon mein hai dum Hawa ke hum kadam
Kya dooriyan, kya faasle Bekhauf se yunhi chalte chale Yeh jaanti hai manzilein Toofan hai kayi pairon tale
Hum khushiyon ke hain saudagar Sabke aansu pee jaate hain Jab jug samjhe be-jaan humein Hum hanste hain, jee jaate hain Yeh aadat bohat purani hai Hum hindi hindustani hain Yeh aadat bohat purani hai Hum hindi industani hain
Chal zor laga ke haisha Janda fehra ke haisha Chal zor lagaake haisha Sab saath nacha ke haisha Chal pyaar jataa ke haisha Jana gana mana gaa ke haisha Iraadon mein hai dum Hawa ke hum kadam