Tere Mere Lyrics - Gurmeet Choudhary | Tridha Choudhury | Dev Sharma | Stebin Ben | Asees Kaur
in Album Songs
Watch the Video
Song Information
Tere mere song is sung by Stebin Ben and Asees Kaur. Record label of this song is DRJ Records.It stars Dev Sharma, Gurmeet Choudhary and Tridha Choudhury in leading roles. The music of this song is composed by Javed Mohsin. It is produced by Raj Jaiswal. This song was released on 21 Mar 2023.
Blessings: Shri. Doman Jaiswal & Shrimati. Radha Jaiswal
Producer : Raj Jaiswal
Label : DRJ Records
Director : Ashish Panda
DOP : Sunil patel
Lyrics
Wo Ho Ho Ho…
Kaise Main Kahun Tumse
Kya Guzarti Hai Iss Dil Pe
Yaadein Chal Ke Aati Hain
Saansein Aati Hain Mushkil Se
Naazuk Hai Haal Mera
Tum Samjho Toh Sahi
Tere Mere Beech Mein Jo Bhi Hai
Sach Hai Kuchh Bhi Jhooth Nahi
Jabse Diya Hai Yeh Dil Tumko
Jeene Marne Ka Hosh Nahi
Tere Mere Beech Mein Jo Bhi Hai
Sach Hai Kuchh Bhi Jhooth Nahi
Jabse Diya Hai Yeh Dil Tumko
Jeene Marne Ka Hosh Nahi
Jeene Marne Ka Hosh Nahi
Dil Kitni Ummeedein Lekar
Teri Raah Pe Thehra Hai
Mera Pyar Yakeen Maano Tum
Saagar Se Bhi Gehra Hai
Sadiyon Ka Safar Hai Apna
Ek Umr Se Kya Hoga
Hoga Toh Wahi Jo Apni
Kismat Mein Likha Hoga
Tere Mere Dil Ka Juda Hona
Jaan Lo Ke Yeh Hoga Nahi
Mujhko Kasam Inn Aankhon Mein
Aane Doonga Na Koyi Nami
Ladd Jaunga Khuda Se
Tu Roya Jo Kabhi
Tere Mere Beech Mein Jo Bhi Hai
Sach Hai Kuchh Bhi Jhooth Nahi
Jabse Diya Hai Yeh Dil Tumko
Jeene Marne Ka Hosh Nahi
Tere Mere Beech Mein Jo Bhi Hai
Sach Hai Kuchh Bhi Jhooth Nahi
Jabse Diya Hai Yeh Dil Tumko
Jeene Marne Ka Hosh Nahi
Jeene Marne Ka Hosh Nahi
Jeene Marne Ka Hosh Nahi
Wo Ho Ho Ho…
Jeene Marne Ka Hosh Nahi