Jab chot kabhi mere lag jaati thi To aankh teri bhi to bhar aati thi Maa..O..Maa
Jab chot kabhi mere lag jaati thi To aankh teri bhi to bhar aati thi Ek chhoti si phoonk se teri Sabhi dard mere hote the ghum
Aaj bhi koi chot lage to Yaad aati ho, yaad aati ho Aaj bhi meri, aankh bhare to Yaad aati ho, yaad aati ho tum
Maa..Meri maa..Meri maa… O maa..Meri maa..Meri maa…maa…
Teri baton mein apni har ik main Uljhan ka hall pa leta tha Tere hathon ki roti aksar hi Bhookh se zyaada kha leta tha
Teri baton mein apni har ik main Uljhan ka hall pa leta tha Tere hathon ki roti aksar hi
Bhookh se zyaada kha leta tha Tera hissa main, tera kissa main Jo sabko sunaati ho tum
Aaj bhi teri baat chale to Yaad aati ho, yaad aati ho tum Aaj bhi meri, aankh bhare to Yaad aati ho, yaad aati ho tum
Meri maa..Meri maa Maa..Meri maa..Meri maa..Maa
Kone ko thaame tere aanchal ke Be-fikra main so jaata tha Mere dil mein kya hai tere bina maa Koi samjha hi naa pata tha Jo ho sang tu na, To ho jag suna Pyar itna jataati ho tum
Aaj bhi koi saaz lage to Yaad aati ho, yaad aati ho tum Aaj bhi meri aankh bhare to Yaad aati ho, yaad aati ho tum
Maa..O meri maa..Meri maa Meri maa..Meri maa..Meri maa