Zamane ki baate song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Maftlal Shah. This song was released on 01 Jan 2018.
Zamane ki bate zamana hi jane
Mohabbat ke jalwe lutane ke din hai
Mohabbbat ke jalwe lutane ke din hai
Din hai lutane ke din hai
Ji din hai lutane ke din hai
Jo hoga wo hoga salamat raho tum
Jo hoga wo hoga salamat raho tum
Khuda ki kasam muskurane ke din hai
Khuda ki kasam muskurane ke din hai
Din hai lutane ke din hai
Aji din hai lutane ke din hai
Jo hoga wo hoga salamat raho tum


Ye rat kya hai tumhari najar ka kajal hai
Aji kajal hai
Ye chand kya hai tumhari hasin payal hai
Aji payal hai payal hai
Ye gahkasha bhi tumhara hi sokh aachal hi
Ye falak kya hai tumhara hi ujala saya hai
Saya hai aji saya hai
Khuda tumko rakhe hai jab tak ye aalam
Khuda tumko rakhe hai jab tak ye aalam
Tumhare to mauje manane ke din hai
Tumhare to mauje manane ke din hai
Din hai lutane ke din hai
Ji din hai lutane ke din hai
Jo hoga wo hoga salamat raho tum


Husn ka naz ho tum
Ek andaz ho tum
Ishk ka raz ho tum dil ki aawaz ho tum
Dil ki aawaz ishk ka raz
Ek andaz husn ka naz
Husn ka naz ho tum
Ek andaz ho tum
Tumpe kurban kare dil to kya jan kare
Tumpe kurban kare dil to kya jan kare
Dil to kya jan kare
Dil to kya jan kare
Aji dil to kya jan kare
Tumhare hi dam se hai sari bahare
Tumhare hi dam se hai sari bahare
Tumhare abhi gul khilane ke din hai
Tumhare abhi gul khilane ke din hai
Din hai lutane ke din hai
Aji din hai lutane ke din hai
Jamane ki bate zamana hi jane
Zamane ki bate zamana hi jane.