Zamana Kaisa Lyrics - Sitapur Ki Geeta | Pran | Chandrashekhar | Hema Malini | Mahendra Kapoor
in Movies
Watch the Video
Song Information
Zamana kaisa song is from Sitapur Ki Geeta (1987) and it is sung by Mahendra Kapoor.It stars Pran, Chandrashekhar, Hema Malini, Rajesh khanna in leading roles. This song is penned by Verma Malik and composed by Master Sonik, Om Prakash Sharma. It is produced by S.K.Kapur. This song was released on 08 May 1987.
Lyrics
Yaha sab jhagde roti ke hain
Raha pyar na koi arana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Ise azma ke dekha hain
Thok baja ke dekha
Ho raha pyar na koi arana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Ise azma ke dekha hain
Thok baja ke dekha
Chahe resmi shal odhle
Chahe bandh langoti
Jeene ke liye chahiye re bhaiya
Do waqt ki roti
Phir kyu chandi sona ikatha
Karke bhare khajana
Do roti hi khani hain
Koi sona to nahi khana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Amir ka bas jo chale
Garib ko to jeene bhi na de
Roti ki to baat chhod do
Pani bhi peene na de
Dhokhe fareb se lute garib ko
Daulat ka deewana
Pani ko piye chan chan ke
Khun piye anchhana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Jis majdoor ki mehnat se
Bante hain mahal chobare
Wahi bechara sadak
Kinare apni raat gujare
Garib pe daulat mando ne
Aur kitna julm hain dhana
Jiske pasine se bangle bane
Nahin uska koi thikana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Jinke dil mein pap bhara hain
Inki niyat khoti
Sab saulat mand chhin rahe hain
Dekho garib ki roti
Roti ke jhagde se
Ujade basta hua gharana
Beti ma se beta bap
Se ho jaye begana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Pooja path aur dan kare
Bante hain din dayalu
Din ko jitne sardhalu hain
Rat ko utne chalu
Is kamre mein bana hain mandir
Usme ha imaykhana
Idhar parbhu ko bhog lagaye
Udhar bhare paymana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Ise azma ke dekha hain
Thok baja ke dekha
Ho raha pyar na koi arana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Ise azma ke dekha hain
Thok baja ke dekha
Ho raha pyar na koi arana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana.