LyricsTashan

Yun Un Ki Bazm Me Khamoshiyo Lyrics - Penaz Masani

in Albums

Watch the Video

Song Information

Yun un ki bazm me khamoshiyo song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2007.

Lyrics

Yun un ki bazm me
Khamoshiyo ne kaam kiya
Yun un ki bazm me
Khamoshiyo ne kaam kiya
Sab hi ne meri mohabbat ka aitram kiya
Yun unki bazm me khamoshiyo


Hamara naam bhi lene lage wafa wale
Hamara naam bhi lene lage wafa wale
Hame bhi aake farishito ne ab salaam kiya
Yun un ki bazm me
Khamoshiyo ne kaam kiya
Sab hi ne meri mohabbat ka aitram kiya
Yun unki bazm me khamoshiyo ne


Tere hi khat teri hi tasveer leke baith gaye
Tere hi khat teri hi tasveer leke baith gaye
Ek hamne kaam yahi subho shaam kiya
Ek hamne kaam yahi subho shaam kiya
Sab hi ne meri mohabbat ka aitram kiya
Yun unki bazm me khamoshiyo ne


Zamana unko hamesha hi yaad rakhega
Zamana unko hamesha hi yaad rakhega
Wo jisne ishq ki duniya
Mein apna naam kiya
Wo jisne ishq ki duniya
Mein apna naam kiya
Yun unki bazm me khamoshiyo ne


Tu bewafa hai magar
Mujhe jaan se pyaara hai
Tu bewafa hai magar
Mujhe jaan se pyaara hai
Is liye rahi tera gulam kiya
Yun un ki bazm me
Khamoshiyo ne kaam kiya
Sab hi ne meri mohabbat ka aitram kiya
Yun unki bazm me khamoshiyo ne
Yun unki bazm me khamoshiyo ne
Yun unki bazm me khamoshiyo ne
Yun unki bazm me khamoshiyo ne
Yun unki bazm me khamoshiyo ne.

Related Songs

More songs from Dilruba (2007)
More songs of Penaz Masani