Halka kabhi padega song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2007.
Halka kabhi padega
Ubhar jayega kabhi
Halka kabhi padega
Ubhar jayega kabhi
Tu wo nasah nahi jo
Utar jaayega kabhi
Halka kabhi padega
Ubhar jayega kabhi


Main uska aaina hun
Main uska aaina hun
To dekhaga wo zaroor
To dekhaga wo zaroor
Wo mera aks hai to
Sawar jayega kabhi
Wo mera aks hai to
Sawar jayega kabhi
Halka kabhi padega
Ubhar jayega kabhi
Halka kabhi padega
Ubhar jayega kabhi


Jeena padega apne hi
Khamoshiyo ke saath
Jeena padega apne hi
Khamoshiyo ke saath
Jeena padega apne hi
Khamoshiyo ke saath
Wo sahksh to sada  hai
Bikhar jayega kabhi
Wo sahksh to sada  hai
Bikhar jayega kabhi
Halka kabhi padega
Ubhar jayega kabhi
Halka kabhi padega
Ubhar jayega kabhi


Kitna haseen hai yeh
Kitna haseen hai yeh
Meri trishnagi ka khwab
Meri trishnagi ka khwab
Dariya jo beh raha hai
Thehar jayega kabhi
Dariya jo beh raha hai
Thehar jayega kabhi
Halka kabhi padega
Ubhar jayega kabhi
Halka kabhi padega
Ubhar jayega kabhi


Rashid na khatm ho
Kabhi sheesho ki aarzoo
Rashid na khatm ho
Kabhi sheesho ki aarzoo
Rashid na khatm ho
Kabhi sheesho ki aarzoo
Patthar se hi yeh waqt
Guzara jayega kabhi
Patthar se hi yeh waqt
Guzara jayega kabhi
Halka kabhi padega
Ubhar jayega kabhi
Tu wo nasah nahi jo
Utar jaayega kabhi
Halka kabhi padega
Ubhar jayega kabhi.