Aankh Jab Bandh Kiya Karte Hai Lyrics - Penaz Masani
in Albums
Watch the Video
Song Information
Aankh jab bandh kiya karte hai song is from Dilruba (2007) and it is sung by Penaz Masani. This song is penned by N/A and composed by Penaz Masani. This song was released on 01 Jan 2007.
Lyrics
Aankh jab bandh kiya karte hai
Aankh jab bandh kiya karte hai
Samane aap hua karte hai
Aankh jab bandh kiya karte hai
Aankh jab bandh kiya karte hai
Aap jaisa hi mujhe lagata hai
Lagata hai
Aap jaisa hi mujhe lagata hai
Khawab mein jisse mila karte hai
Khawab mein jisse mila karte hai
Aankh jab bandh
Jab bandh kiya karte hai
Tu agar chhod ke jaata hai to kya
Tu agar chhod ke jaata hai to kya
Tu agar chhod ke jaata hai to kya
Tu agar chhod ke jaata hai to kya
Haadase roz hua karte hai
Haadase roz hua karte hai
Aankh jab bandh kiya karte hai
Aankh jab bandh kiya karte hai
Naam unka na koi unka pata nikal saka
Naam unka na koi unka pata
Log jo dil mein raha karte hai
Log jo dil mein raha karte hai
Aankh jab bandh
Jab bandh kiya karte hai
Aankh jab bandh kiya karte hai
Hamne raahi ka chalan sikha hai
Hamne raahi ka chalan sikha hai
Hamne raahi ka chalan sikha hai
Hamne raahi ka chalan sikha hai
Ham akele hi chala karte hai
Ham akele hi chala karte hai
Aankh jab bandh kiya karte hai
Samane aap hua karte hai
Aankh jab bandh kiya karte hai
Aankh jab bandh kiya karte hai.