Yun muskura ke song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Yun muskura ke
Samne aaya na kijiye
Yun muskura ke
Samne aaya na kijiye
Dil le ke mere dil ko
Jalaya na kijiye
Dil le ke mere dil ko
Jalaya na kijiye
Yun muskura kesamne


Kis baat ki khushi hai
Jara labh to kholiye
Kise hua hai pyar ka
Ikarar boliye
Ikarar kijiye to
Bhulaya na kijiye
Ikarar kijiye to
Bhulaya na kijiye
Yun muskura kesamne


Chayi hui bahar hai
Rangin raat hai
Aayi hui labo pe mere
Dil ki baat hai
Aayi hui labo pe mere
Dil ki baat hai
Duniya ko dil ki baat
Bataya na kijiye
Duniya ko dil ki baat
Bataya na kijiye
Dil le ke mere dil ko
Jalaya na kijiye.