Yu khun garibo ka song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sohrab Modi. This song was released on 01 Jan 2018.
Yu khun garibo ka
Bahati hai khudai
Yu khun garibo ka
Bahati hai khudai
Allah duhai hai
Duhai hai duhai
Kab tak yeh sitam
Kab tak yeh sitam
Aur yeh dar dar ki gadai
Milta nahi do din ke liye bhi
Ek tera sahara
Ek tera sahara
Ek tera sahara
Ek tera sahara


Ya rab teri tahmat se to
Inkar nahi hai
Ya rab teri tahmat se to
Inkar nahi hai
Kyu kar kahun
Bando se tujhe
Pyar nahi hai
Kyu kar kahun
Bando se tujhe
Pyar nahi hai
Main kuch bhi
Hoon bacha to
Gunehgar nahi hai
Kya bhi to tukdo
Par karega gujara
Ek tera sahara
Ek tera sahara
Ek tera sahara


Mana hai teri den
Mana hai teri den
Zamane se nirali
Sab kuch diya tune jise
Hath uske hai khali
Sab kuch diya tune jise
Hath uske hai khali
Malik hai jo
Malik hai jo ghar ka wohi
Dar par hai sawali
Aaj apna hi mohtaz hai
Yeh raj dulara.