Yeh to bata mere khuda song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Yeh to bata mere khuda
Yeh to bata mere khuda
Lut gaya mera pyaar kyun
Dil ki kali khili na thi
Dil ki kali khili na thi


Ruth gayi bahaar kyun
Yeh to bata mere khuda
Meri kali ko chhin kar
Meri kali ko chhin kar


Kya mila baaghbaan tujhe
Kya mila baaghbaan tujhe
Bulbule badnasib ki
Bulbule badnasib ki
Sunta nahin pukaar kyun
Yeh to bata mere khuda
Lut gaya mera pyaar kyun
Yeh to bata mere khuda


Aake chali gayi khushi
Aake chali gayi khushi
Yaad hi dil mein reh gayi
Yaad hi dil mein reh gayi
Yaad bhi kyun na chhin li
Yaad bhi kyun na chhin li


Aati hai baar baar kyun
Yeh to bata mere khuda
Lut gaya mera pyaar kyun
Dil ki kali khili na thi
Ruth gayi bahaar kyun
Yeh to bata mere khuda.