Yeh pyar ka jhagda song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Swaran Singh. This song was released on 01 Jan 2018.
Yeh pyar ka jhagda hai, to pyar se tay kije
Bimar e mohabbat ko, aisi na saza dije
Yeh pyar ka jhagda hai, to pyar se tay kije
Bimar e mohabbat ko, aisi na saza dije ae
Yeh pyar ka jhagda hai


Tanha na kat sakega, yeh rasta safar ka
Koyi to ho sahara, sarkar umr bhar ka
Tanha na kat sakega, yeh rasta safar ka
Koyi to ho sahara, sarkar umr bhar ka
Mera nahin to apna, mera nahin to apna
Kuchh to khayal kije
Yeh pyar ka jhagda hai, to pyar se tay kije
Bimar e mohabbat ko, aisi na saza dije ae
Yeh pyar ka jhagda hai, han


Tewar bhi juda dekhe, andaz naya paya
Palkon ke taley maine, har raz naya paya
Tewar bhi juda dekhe, andaz naya paya
Palkon ke taley maine, har raz naya paya
Yeh raz bhala kya hai, yeh raz bhala kya hai
Yeh raz bata dije
Yeh pyar ka jhagda hai, to pyar se tay kije
Bimar e mohabbat ko, aisi na saza dije ae ae
Yeh pyar ka jhagda hai ae ae ae.