Yeh Kaisa Pyaar Lyrics - Anjali Patil | Kulbhushan Kharbanda | Victor Banerjee | Mathias Duplessy | Mukhtiyar Ali

2011

Lyrics

Yeh jo hua hai
Hua bhi nahi hai yeh pyaar
Lagta nahi tha
Apna nahi tha aisa

O.. ho.. ho..
Dil mein hai ek sawal
Ho.. dil mein hai ek sawal
Yeh jo hua hai
Jalta jiya hai …ek sawal
Kisko batau apni kahani

O.. ho.. ho..
Hai yeh kaisa sawal
Ho.. phir bhi hai yeh sawal

Yeh jo hua hai
Hua bhi nahi hai yeh pyaar
Lagta tha apna
Apna nahi tha aisa

O.. ho.. ho..
Dil mein hai ek sawal
Ho.. phir bhi hai yeh sawal
Apna nahi tha.