Ishq Hota Nahin Sabke Liye Lyrics - Divya Dutta | Victor Banerjee | Khalid Siddiqui | Adnan Sami
in Movie Songs
Watch the Video
Song Information
Ishq hota nahin sabke liye song is sung by Adnan Sami.It stars Divya Dutta, Victor Banerjee, Khalid Siddiqui, Hiten Tejwani in leading roles. This song is penned by Zameer Kazmi and composed by Tabun Sutradhar. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Ishq hota nahin sabhi ke liye
Ishq hota nahin sabhi ke liye
Ye bana hai ye bana
Ye bana hai ye bana
Kissi kissi ke liye
Oh.. Ishq hota
Nahin sabhi ke liye
Ishq hota nahin
Sabhi ke liye
Pyaar ke afsaane
Yaar tu kya jaane
Ishq toh karte hain diwaane
Oh.. Pyaar ke afsaane
Yaar tu kya jaane
Ishq toh karte hain diwaane
Oh.. Hai zaroori hai zaroori
Hai zaroori hai zaroori
Zindagi ke liye
Ho.. Ishq hota
Nahin sabhi ke liye
Ishq hota nahin
Sabhi ke liye
Ishq aisa nagma hai
Ishq aisa jazba hai
Jab bhi andhera badta hai
Ho.. Ishq aisa nagma hai
Ishq aisa jazba hai
Jab bhi andhera badhhta hai
Ho.. Jalta hai dil jalta hai dil
Jalta hai dil jalta hai dil
Roshni ke liye
Ho.. Ishq hota
Nahin sabhi ke liye
Ishq hota nahin sabhi ke liye
Ishq hota nahin sabhi ke liye
Ye bana hai ye bana
Ye bana hai ye bana
Kissi kissi ke liye
Oh.. Ishq hota
Nahin sabhi ke liye.