Har taraf hai yeh shor song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Deepak. This song was released on 15 Oct 1999.
Arre toli bana ke nikle gwaale
Karne ko hud-dang
Govinda ke din sab ho gaye hain
Govinda ke sang arre samjhe
Har taraf hai yeh shor hey
Har taraf hai yeh shor
Aaya gokul ka chor
Aaj hum log masti karega
Aaj hum log masti karega
Kahin matki tode, kahin naina jode
Kahin matki tode, kahin naina jode
Aaj gadbad ghotala chalega

Har taraf hai yeh shor
Aaya gokul ka chor
Aaj hum log masti karega
Kahin matki tode, kahin naina jode hey
Kahin matki tode, kahin naina jode
Aaj gadbad ghotala chalega ha ha
Aala re aala, Govinda aala
Hey aala re aala Govinda aala

Chhat ke upar khadi dekhna phuljhadi
Hum karenge koi chhedkhani
Hum karenge koi chhedkhani
O hum chale jhoomne, aasman choomne
Aaj masti mein hai zindgani
Aaj masti mein hai zindgani
Haan de do duayein Maa ji
Maarenge hum to baaji
Dushman zamana jalega

Har taraf hai yeh shor
Aaya gokul ka chor
Aaj hum log masti karega
Kahin matki tode, kahin naina jode
Kahin matki tode, kahin naina jode
Aaj gadbad ghotala chalega ha ha
Aala re aala, Govinda aala

Dagdu mama, dagdu mama
Peti vaazav mama, peti vaazav
Don konbadya de naahitar pathavun sodav

Is gali us gali baat apni chali
Ho gaya apna hi bolbala re ha ha
Ho gaya apna hi bolbala
Ho josh mein hosh ka doston kaam kya
Humse takkar na le koi sala
Humse takkar na le koi sala re
Hum sab hain dil ke raaje, apna hi danka baaje
Apna hi sikka chalega

Har taraf hai yeh shor
Aaya gokul ka chor
Aaj hum log masti karega
Kahin matki tode, kahin naina jode
Kahin matki tode, kahin naina jode
Haan aaj gadbad ghotala chalega re

Bilkul chalega
Aaj gadbad ghotala chalega re