Yeh kaisa nyay tera song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by L. V. Prasad. This song was released on 05 Mar 1959.
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera
Kisi ko di nigah rah chhin li
Kisi ko rah di nigah chhin li
Kisi ko di nigah rah chhin li
Kisi ko rah di nigah chhin li
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera


Takdir hamse ruthi apne hue paraye
Takdir hamse ruthi apne hue paraye
Jane kaha chale hai jane kaha se aaye
Charo taraf andhera barbadiyo ne ghera
Kisi ko di nigah rah chhin li
Kisi ko rah di nigah chhin li
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera


Hamne na haye jana
Sukh chain kya khushi kya
Hamne na haye jana
Sukh chain kya khushi kya
Hai raat umar bhar ki andho ki jindagi kya
Dil puchta hai mera hai kaun ye lutera
Kisi ko di nigah rah chhin li
Kisi ko rah di nigah chhin li
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera.