Jaoon kahan bata aye dil song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by L. V. Prasad. This song was released on 05 Mar 1959.
jaau kaha bata ai dil, duniya badi hai sangdil
chaandni aayi ghar jalane, soojhe na koi manzil
jaau kaha bata ai dil, duniya badi hai sangdil
chandni aayi ghar jalane, soojhe na koi manzil
jaau kaha bata ai dil

banke toote yaha aarzoo ke mahal
ye zameen aasmaan bhi gaye hain badal
kahti hai zindagi is jaha se nikal
kahti hai zindagi is jaha se nikal
jaau kaha bata ai dil, duniya badi hai sangdil
chandni aayi ghar jalane, soojhe na koi manzil
jaau kaha bata ai dil

haay is paar to aansuo ki dagar
jaane us paar kya ho kise hai khabar
thokare kha rahi har kadam par nazar
thokare kha rahi har kadam par nazar
jaau kaha bata ai dil, duniya badi hai sangdil
chandni aayi ghar jalane, soojhe na koi manzil
jaau kaha bata ai dil