Yeh haqeeqat hain apni song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Sep 1985.
Koan hain jisne main nahin chakhi
Koan juti kasam uthata hain
Maikade jo bach nikalta hain
Teri aankhon mein dub jaata hain


Yeh haqeeqat hain apni jagah
Yeh haqeeqat hain apni jagah
Maikade ka maza aur hain
Uski aankhon se milta hain jo
Uski aankhon se milta hain jo
Dosto woh nasha aur hain
Yeh haqeeqat hain apni jagah


Tod kar har takaluf ki had
Aaj chhulenge saqi ke lab
Tod kar har takaluf ki had
Aaj chhulenge saqi ke lab
Kyaa kare yaar ab ke baras
Kyaa kare yaar ab ke baras
Mosamo ki sada aur hain
Yeh haqeeqat hain apni jagah


Bamudar mushkurate na the
Khidakiya khul ke hasti nathi
Bamudar mushkurate na the
Khidakiya khul ke hasti nathi
Jab se tum dil ke mehmaan huye
Jab se tum dil ke mehmaan huye
Mere ghar ki fazza aur hain
Yeh haqeeqat hain apni jagah


Waqt kaante bichhaya kare
Log rishto ko kaanta karein
Waqt kaante bichhaya kare
Log rishto ko kaanta karein
Dil ki najdeekiyan aur hain
Dil ki najdeekiyan aur hain
Jism ka fasala aur hain
Yeh haqeeqat hain apni jagah


Koi tuta huaa jaam hi
Chal ke le aaye apne liye
Sun rahe hain zafar inn dino
Sun rahe hain zafar inn dino
Mai gareeki hawa aur hain
Yeh haqeeqat hain apni jagah
Maikade ka maza aur hain
Uski aankhon se milta hain jo
Uski aankhon se milta hain jo
Dosto woh nasha aur hain
Yeh haqeeqat hain apni jagah
Yeh haqeeqat hain apni jagah
Yeh haqeeqat hain apni jagah.