Rubaru who hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Sep 1998.
Rubaru who hai ibadat kar raha hoon
Rubaru who hai ibadat kar raha hoon
Uske chehare ki tilamat kar raha hoon
Rubaru who hai ibadat kar raha hoon


Lo kharido ik nazar ke mol mujhko
Lo kharido ik nazar ke mol mujhko
Lo kharido ik nazar ke mol mujhko
Lo kharido ik nazar ke mol mujhko
Apni kimat mein riyaat kar raha hoon
Apni kimat mein riyaat kar raha hoon
Rubaru who hai ibadat kar raha hoon


Koi bhi gham usko lotaya nahi hai
Koi bhi gham usko lotaya nahi hai
Koi bhi gham usko lotaya nahi hai
Koi bhi gham usko lotaya nahi hai
Yun amanat mein khayanat kar raha hoon
Yun amanat mein khayanat kar raha hoon
Rubaru who hai ibadat kar raha hoon


Maine dekha hai qateel uska sarapa
Maine dekha hai qateel uska sarapa
Maine dekha hai qateel uska sarapa
Maine dekha hai qateel uska sarapa
Main kahan zikre qayamat kar raha hoon
Main kahan zikre qayamat kar raha hoon
Rubaru who hai ibadat kar raha hoon
Uske chehare ki tilamat kar raha hoon
Rubaru who hai ibadat kar raha hoon.