Sab hath chhudaye song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Sep 1985.
Mujhe gham nahin hain iska
Ke badal gaya zamana
Mujhe gham nahin hain iska
Ke badal gaya zamana
Meri zindagi hain tumse
Kahin tum badal na jaana


Sab hath chhudaye phirte hain
Main chahaen jitana pyaar karun
Sab hath chhudaye phirte hain
Main chahaen jitana pyaar karun
Ae dard ki leharo tum hi kaho
Ae dard ki leharo tum hi kaho
Kis naav pe duniya paar karun
Sab hath chhudaye phirte hain


Maalum nahin kis manzil par
Saanso ka khazana lut jaaye
Maalum nahin kis manzil par
Saanso ka khazana lut jaaye
Saanso ka khazana lut jaaye
Kyaa soch ke tum hissa maango
Kyaa soch ke main ikraar karun
Ae dard ki leharo tum hi kaho
Ae dard ki leharo tum hi kaho
Kis naav pe duniya paar karun
Sab hath chhudaye phirte hain


Ek roz milo tanhaai mein
Shikwo ka maza jab aayega
Ek roz milo tanhaai mein
Shikwo ka maza jab aayega
Shikwo ka maza jab aayega
Iss bheed mein kya daman thamu
Kya baat sare bazaar karun
Ae dard ki leharo tum hi kaho
Ae dard ki leharo tum hi kaho
Kis naav pe duniya paar karun
Sab hath chhudaye phirte hain


Woh leher uthe mayusi ki
Beh jaaye meri aankhein qaisar
Woh leher uthe mayusi ki
Beh jaaye meri aankhein qaisar
Beh jaaye meri aankhein qaisar
Main ret par baitha kitane dino
Khabon ke mehel taiyyar karun
Ae dard ki leharo tum hi kaho
Ae dard ki leharo tum hi kaho
Kis naav pe duniya paar karun
Sab hath chhudaye phirte hain


Sab hath chhudaye phirte hain
Main chahaen jitana pyaar karun
Ae dard ki leharo tum hi kaho
Ae dard ki leharo tum hi kaho
Kis naav pe duniya paar karun
Sab hath chhudaye phirte hain.