Yeh duniya hai aani jaani song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani
Yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani
Kal na jane kya ho
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
O yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani


Raat albeli din hai suhana
Gati hai mauje tarana
Aise mein do jahan
Hamse karib hai
Ham badal de jamana
Ham badal de jamana
Gham na jane ka ho
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
O yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani


Ham kya jano pyar ki bate
Sikho kisi se kami ko
Ulfat hai chees kya
Tumko tamij kya
Tum to thahre lutere
Tum to thahre lutere
Kal na jane kya ho
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
O yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani


Pyar ki tum hi jogan
Karogi badi maharbani
Hatho mein hath ho
Dil dil ke paas ho
Kya ho jindgani
Kya ho jindgani
Kal na jane kya ho
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo.