Yeh Bholi Soorat Wale Lyrics - Char Din | Suraiya | Omprakash | Mohammed Rafi | Rajkumari Dubey
in Movies
Watch the Video
Song Information
Yeh bholi soorat wale song is from Char Din (1949) and it is sung by Mohammed Rafi, Rajkumari Dubey and Shiv Dayal Batish.It stars Suraiya and Omprakash in leading roles. This song is penned by Shakeel Badayuni and composed by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder). This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Aaa ha aaa
Hasino ki adayein bhi
Zamane se nirali hai
Wafa ka naam hotho par hai
Dil andar se khali hai
Ha yeh bholi soorat wale
Wafa ka naam hotho par hai
Dil andar se khali hai
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Aji jab dil chaha
Laga de aag aag bujhna kya jaane
Nahi aata hai is duniya mein
Jisko pyar ka sapna
Jise dekho hathali par
Liye phirta hai dil apna
Ha yeh dil ki daulat wale
Dil ka lagana kya jane
Haye yeh dil ki daulat wale
Dil ka lagana kya jane
Inki nazar mein khel hai ulfat
Wafa dikhana kya jaane
Ha yeh dil ki daulat wale
Dil ka lagana kya jaane
Na hote hum to aakhir
Husnwale bhi kaha hote
Na raat ki hasi hoti
Na din ke jawa hota
Humne to yeh ehsan kiya hai
Wo bhi koi ehsan kare
Humne to yeh ehsan kiya hai
Wo bhi koi ehsan kare
Honge hamare dil ke tukde
Lakh kisi ka dhyan kare
Honge hamare dil ke tukde
Lakh kisi ka dhyan kare
Dard bata kar hasne wale
Dard mitana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Na hote hum to kisko
Jake dil dete ye diwane
Hamare naam karde
Wafa ye matwale
Pyar se khali dil ki duniya
Aur bane hai dilwale
Pyar se khali dil ki duniya
Aur bane hai dilwale
Rang ka jisne ulfat ka
Hamko fasana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Yeh jalim dekh le main
Kis kadar nadan hote hai
Humari sadgi dekho in
Par jaan hote hai
Jisko chaha apna banaya
Apna bana kar chhod diya
Ek nazar mein chin liya dil
Ek nazar mein tod diya
Ek nazar mein chin liya dil
Ek nazar mein tod diya
Dil ko lubha kar lutne wale
Ghar ko basana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Kare na kyu hum
Bedardo se shikwa unki chalo ko
Hume badnam karte hai
Bura ho ishq walo ka
Unki wafaye sab batlati
Ha wo majbur hue
Inki mohabbat honi thi
Bhul gaye jab door hue
Inki mohabbat honi thi
Bhul gaye jab door hue
Ek ada pe jaane wale
Laut ke aana kya jaane
Ha yeh dil ki daulat wale
Dil ka lagana haye
Dil ka lagana ha aa
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh dil ki daulat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh dil ki daulat wale
Dil ka lagana kya jaane
Haye yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh dil ki daulat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh dil ki daulat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh dil ki daulat wale
Dil ka lagana kya jaane.