Yeh baharo ke din song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sohrab Modi. This song was released on 01 Jan 2018.
Yeh baharo ke din
Yeh suhana sama
Yeh suhana sama
Abb toh sun lijiye
Pyar ki daastan
Abb toh sun lijiye
Pyar ki daastan
Yeh baharo ke din
Ho ho ho ha ha ha


O o o aaj gate
Chalo muskurate chalo
Mastiya zindagi ki lutate chalo
Abb nahi koyi gam
Apni manjil pe ham
Aa gaye hain sanam
Dono sathi mile
Ban gaya karawa
Ban gaya karawa


Abb toh sun lijiye
Pyar ki daastan
Abb toh sun lijiye
Pyar ki daastan
Yeh baharo ke din
Ho ho ho ha ha ha


Aa aa aa ho o o
Tum hamare huye
Ham tumhare huye
Mil gaye do mohabbat
Ke mare huye
Tere dam se sanam
Hai yeh dil ka chaman
Pyar ki anjuman
Zindagi hai hasin
Aarzu hai jawan
Aarzu hai jawan


Abb toh sun lijiye
Pyar ki daastan
Yeh baharo ke din
Ho ho ho ha ha ha


Yeh baharo ke din
Yeh suhana saman
Abb toh sun lijiye
Pyar ki daastan
Abb toh sun lijiye
Pyar ki daastan
Yeh baharo ke
Din ho ho ho.