Yeh Baat Hai Lyrics - Sauda | Dalip Tahil | Kiran Kumar | Sumeet Saigal | Udit Narayan
in Movies
Watch the Video
Song Information
Yeh baat hai song is from Sauda (1995) and it is sung by Udit Narayan.It stars Dalip Tahil, Kiran kumar, Sumeet Saigal, Neelam Kothari in leading roles. This song is penned by N/A and composed by Aadesh Shrivastava. It is produced by Sudhakar Bokade. This song was released on 03 Feb 1995.
Lyrics
Yeh baat hai
Meri knowledge mein
Yeh baat hai
Meri knowledge mein
Ek ladki hai iss college mein
Jo mujh pe marti hai
Jo mujh pe marti hai
Par kehne se darti hai
Kaajal mere naam ka
Aankhon mein wo lagati hai
Laali apne gaalo pe
Meri chaahat ki sajati hai
Agar dekhu haske mein use
Apni nazar jhukati hai
Tauba mast adaao se
Deewana mujhe banati hai
Mann mein pyar kare
Are mann mein pyar kare
Par bahaar ladati hai
Yeh baat hai
Meri knowledge mein
Ek ladki hai iss college mein
Jo mujh pe marti hai
Jo mujh pe marti hai
Par kehne se darti hai
Gudiya jaisi hai hasi
Par thodi magrur hai
Yauvan ka hai ye asar
Uska bhi kya kusur hai
Nakhre hai namkeen magar
Wo mitha angur hai
Phool se lab khulte nahi
Duniya se majhbur hai
Bechain nazar uski
Bechain nazar uski
Bas aahe bharti hai
Yeh baat hai
Meri knowledge mein
Ek ladki hai iss college mein
Jo mujh pe marti hai
Jo mujh pe marti hai
Par kehne se darti hai.
Meri knowledge mein
Yeh baat hai
Meri knowledge mein
Ek ladki hai iss college mein
Jo mujh pe marti hai
Jo mujh pe marti hai
Par kehne se darti hai
Kaajal mere naam ka
Aankhon mein wo lagati hai
Laali apne gaalo pe
Meri chaahat ki sajati hai
Agar dekhu haske mein use
Apni nazar jhukati hai
Tauba mast adaao se
Deewana mujhe banati hai
Mann mein pyar kare
Are mann mein pyar kare
Par bahaar ladati hai
Yeh baat hai
Meri knowledge mein
Ek ladki hai iss college mein
Jo mujh pe marti hai
Jo mujh pe marti hai
Par kehne se darti hai
Gudiya jaisi hai hasi
Par thodi magrur hai
Yauvan ka hai ye asar
Uska bhi kya kusur hai
Nakhre hai namkeen magar
Wo mitha angur hai
Phool se lab khulte nahi
Duniya se majhbur hai
Bechain nazar uski
Bechain nazar uski
Bas aahe bharti hai
Yeh baat hai
Meri knowledge mein
Ek ladki hai iss college mein
Jo mujh pe marti hai
Jo mujh pe marti hai
Par kehne se darti hai.