Ye raaten ye mausam song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K. S. Daryani. This song was released on 01 Jan 2018.
Ye raate
Ye raate ye mausam ye
Hansana hansana ye raate
Mujhe bhul jana
Inhe na bhulana bhulana
Bhulana ye raate


Ye bahaki nigahe
Ye bahaki nigahe
Ye bahaki adaen
Ye bahaki nigahe
Ye bahaki adaen
Ye ankho ke kajal
Mein dubi ghataen
Fiza ke fiza ke
Labo par fiza ke
Fiza ke labo par ye
Chhup ka fasana
Mujhe bhul jana
Inhe na bhulana bhulana
Bhulana ye raate


Chaman mein chaman mein
Jo mil ke bani hai kahani
Hamari muhabbat tumhari
Jawani chaman mein
Ye do garm saanso
Ka ik saath ana
Ye badali ka chalana
Ye budo ki rumajhum
Ye badali ka chalana
Ye budo ki rumajhum
Ye masti ka alam ye
Khoe se ham tum
Tumhara tumhara mere
Saath ye gunagunana
Mujhe bhul jana
Inhe na bhulana bhulana
Bhulana ye raate.