Woh din kahan gaye bata song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K. S. Daryani. This song was released on 01 Jan 2018.
Kya khabar thi ki muhabbat
Me ye din aate hai
Jise ham apanaa banaate
Hai wo tadapaate hai


Wo din kahaan gaye bataa
Wo din kahaan gaye bataa
Jab is nazar me
Pyaar tha pyaar tha
Wo din kahaan gaye bataa


Mai ne to kuchh kahaa nahi
Jo yun nigaahe pher li
Mai ne to kuchh kahaa nahi
Wo raat yaad hai yahi
Kissa huaa tha pyaar kaa
Wo din kahaan gaye bataa
Wo din kahaan gaye bataa


Aankho me nid thi magar
Soye nahi the raat bhar
Aankho me nid thi magar
Soye nahi the raat bhar
Dil ko lagaa huaa tha dar
Shaam saveraa ho gayaa
Wo din kahaan gaye bataa
Wo din kahaan gaye bataa
Jab is nazar me
Pyaar tha pyaar tha
Wo din kahaan gaye bataa.