Ye khilvaton-mein song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ye khilvaton-mein main mar na jaaun
Ye khilvaton-mein main mar na jaaun
Samandaro mein
Samandaro mein utar na jaaun
Ye khilvaton-mein main mar na jaaun
Samandaro mein utar na jaaun
Ye khilvaton-mein main mar na jaaun


Sitam ujalo ka badh raha hai
Sitam ujalo ka badh raha hai
Sitam ujalo ka badh raha hai
Main apne sayen se dar na jaaun
Main apne sayen se dar na jaaun
Samandaro mein
Samandaro mein utar na jaaun
Ye khilvaton-mein main mar na jaaun


Main ek muddat se tutta hun
Main ek muddat se tutta hun
Main ek muddat se tutta hun
Main pal jhapakte bikhar na jaaun
Main pal jhapakte bikhar na jaaun
Samandaro mein
Samandaro mein utar na jaaun
Ye khilvaton-mein main mar na jaaun


Tu apni aankhon ko bandh karle
Tu apni aankhon ko bandh karle
Tu apni aankhon ko bandh karle
Main aansu bankar ubhar na jaaun
Main aansu bankar ubhar na jaaun
Samandaro mein
Samandaro mein utar na jaaun
Ye khilvaton-mein main mar na jaaun


Woh charagar main beemar e ulfat
Woh charagar main beemar e ulfat
Woh charagar main beemar e ulfat
Ilaaz hote hi mar na jaaun
Ilaaz hote hi mar na jaaun
Samandaro mein
Samandaro mein utar na jaaun
Ye khilvaton-mein main mar na jaaun.