Bite hue dinoka song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Bite hue dinoka chhaya nazar mein mat rakh

Ek ajanbi ko aise tanha nagar mein mat rakh

Tujhko hi varna ek din kha jayenge andhere

Sooraj ko qaid karke apne hi ghar mein mat rakh

Bite huye dinoka chhaya nazar mein mat rakh

Hasrat ka manna mana ishrat umeed aas nisbat

Samaan itna jyada chhote safar mein mat rakh
Samaan itna jyada chhote safar mein mat rakh
Samaan itna jyada chhote safar mein mat rakh
Bite huye dinoka chhaya nazar mein mat rakh

Yeh jaan le tu ab toh phoolo ki hai talab toh

Iski dagar ke kaante uski dagar mein mat rakh
Iski dagar ke kaante uski dagar mein mat rakh
Iski dagar ke kaante uski dagar mein mat rakh
Bite huye dinoka chhaya nazar mein mat rakh
Bite hue dinoka chhaya nazar mein mat rakh
Ek ajanbi ko aise tanha nagar mein mat rakh
Bite hue dinoka chhaya nazar mein mat rakh..