Insaan, khuda ya jesus song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Insaan, khuda ya jesus
Yaa raam bolta hain
Insaan, khuda ya jesus
Yaa raam bolta hain
Insaan, khuda ya jesus
Yaa raam bolta hain
Kain naam bolkar bhi
Ik naam bolta hain
Insaan, khuda ya jesus
Yaa raam bolta hain


Karta hain jab poojari
Geeta pathan jubaan se
Karta hain jab poojari
Geeta pathan jubaan se
Aalin wahin rab ka
Paigaam bolta hain
Aalin wahin rab ka
Paigaam bolta hain
Insaan, khuda ya jesus
Yaa raam bolta hain


Kaashi mathura jaakar
Insaan makka aakar
Kaashi mathura jaakar
Insaan makka aakar
Apni kiye karaye
Harkaam bolta hain
Apni kiye karaye
Harkaam bolta hain
Insaan, khuda ya jesus
Yaa raam bolta hain


Ye jaante huye ki
Khamoshi hain ibadat
Ye jaante huye ki
Khamoshi hain ibadat
Insaan jaane kyun phir
Belagaam bolta hain
Insaan jaane kyun phir
Belagaam bolta hain
Insaan, khuda ya jesus
Yaa raam bolta hain
Insaan, khuda ya jesus
Yaa raam bolta hain
Kain naam bolkar bhi
Ik naam bolta hain
Insaan, khuda ya jesus
Yaa raam bolta hain..