Ye duniya hai sab song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1947.
Ye duniya hai sab prem ki
Tu prem kiye jaa
Ye duniya hai sab prem ki
Tu prem kiye jaa
Haan prem kiye jaa
Duniya mein jeeye jaa
Haan prem kiye jaa
Duniya mein jeeye jaa


Haan o dard ke aa jaa
Tere haath nibha jaa
Tere haath nibha jaa
O chaand ke raahi
Teri mast jawaani
Teri mast jawaani
Tu chaand mere dil ka
Hai aankhon ka hai taara
Muskaan ki aan phool mein
Chhup chhup ke ishara
Sandesh mujhe chupke se
Pardon mein diye jaa
O chaand ki raani o dharti ke raja
Chaand ki raani aa jaa aa jaa aa jaa..


Main kaatil husn ki mujhe pher na dena
Main kaatil husn ki mujhe pher na dena
O paapi lutere o paapi lutere
Tu kahin loot na lena
Tu kahin loot na lena
Aa gher na dena mujhe tu lut na lena
Aa gher na dena mujhe tu lut na lena


Mohabbat charaag aur mohabbat jawaani
Mohabbat jawaani jawaani deewani
Behoshi mausam mein
Behoshi mausam mein lagataar piye jaa
Lagataar piye jaa
Aur yun hi jeeye jaa aur yun hi jeeye jaa
Aur yun hi jeeye jaa aur yun hi jeeye jaa.