Ye Deep Jalta Rahe Lyrics - Do Pal | Anupam Kher | Paresh Rawal | Akshay Anand | Mohammed Aziz | Sadhana Sargam
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ye deep jalta rahe song is from Do Pal (1991) and it is sung by Mohammed Aziz and Sadhana Sargam.It stars Anupam Kher, Paresh Rawal, Akshay Anand, Sharma in leading roles. This song is penned by Payam Sayeedi and composed by Rajesh Roshan. It is produced by Rajesh Bhatia. This song was released on 25 Oct 1991.
Lyrics
Ye deep deep jalta rahe
Ye pyar pyar palta rahe
Ye pal do pal jo mile
Zindagi aa lag ja lage
Ye deep deep jalta rahe
Ye pyar pyar palta rahe
Ye pal do pal jo mile
Zindagi aa lag ja lage
Ye deep deep jalta rahe
Ye pyar palta rahe
Tum raho samne
Main sawarti rahoon
Ek lamha sadi ki
Tarah main jiu
Ye rat meri tere liye
Saugat meri tere liye
Ye deep deep jalta rahe
Ye pyar palta rahe
Ik hasi mein chupi
Umar bhar ki khushi
Chand suraj se hain
Ek kiran hai badi
In hasi mein chupi
Umar bhar ki khushi
Chand suraj se hain
Ek kiran hain badi
Ek boond ek boond
Ek sagar bhi hain
Ek sagar bhi hain
Ek phool ek phool
Ek gulshan bhi hain
Ek gulshan bhi hain
Ye deep deep jalta rahe
Ye pyar pyar palta rahe
Ye pal do pal jo mile
Zindagi aa lag ja lage
Ye deep deep jalta rahe
Ye pyar palta rahe.