Haan kabhi hum na haarengeKabhi na haarenge[Kabhi na haarenge]Hum sabhi tumko maarengeAankhon mein sapne hainSapnon mein aashayein hain..Aashayein kehti hainKaanton mein gul aaye hainKhil ke woh muskaaye hainYaaron aisa hai, apna yaranaSaath hi jeena hai,Saath hai mar jaanaHar mushkil se hai humko takrana!Jo socha hai woh, ab woh hai panaO.. aaye andheron ki duniya seHum ujaalon mein,Humne banaai apni jannatApne khayaalon se,Ho.. chaand taaron ko kisi dinHum yahaan le aayengeHo.. dhundhli dhundhli raah meinNoor ban jaayengeYaaron aisa hai apna yaranaSaath hi jeena hai,Saath hai mar jaana
[Mar jaana.....]Haan.. hum to aise parinde joNaa rokenge udaano koHum to aise jhuka dengeDharti pe aasmaano koAb to aage hi badhegaHar kadam apnaHo.. door kitni bhi ho manzilAb naa hai thakna.. aa..Aankhon mein sapne hainSapnon mein aashayein hain..Aashayein kehti hainKaanton mein gul aaye hainKhil ke woh muskaaye hainYaaron aisa hai, apna yaranaSaath hi jeena hai,Saath hai mar jaanaHar mushkil se hai humko takrana!Jo socha hai woh, ab woh hai pana...Yaaron aisa hai, apna yaranaSaath hi jeena hai,Saath hai mar jaanaHar mushkil se hai humko takranaJo socha hai woh, ab woh hai pana...