नाद ए अली naad e ali song is sung by , , and . Record label of this song is Salim Sulaiman. This song is written by . It is produced by Kunjan Hasija. This song was released on 06 Dec 2021.
Drums: Darshan Doshi
Keyboards: Jarvis Menezes
Bass: Rushad Mistry
Guitars: Nyzel D’lima, Muheet Bharti
Oud, Bouzouki: Tapas Roy
Naad e aliyan mazharil ajaa’ebi,
Tajid-hu awnal-laka fin
Nawaa-ebi,
Kulli hammin wa ghammin sayanjalee,
Be wilayeteka
Ya ali, ya ali, ya ali

Ya ali, ya ali
Ya ali tu rehem kar
Ya ali, ya ali
Ya maula tu fazal kar

Ya ali, ya ali
Ya ali tu rehem kar
Ya ali, ya ali
Ya maula tu fazal kar

Haan mursheed hain mere
Sarkaar hain ali
Mursheed hain mere
Sarkaar hain ali

Haan momin ke dil ka
Qaraar hain ali
Momin ke dil ka
Qaraar hain ali

Haan jab bhi pukaara hain naad-e-ali
Ali ali ali ali
Ali ali naad-e-ali
Ali ali naad-e-ali

Jab bhi pukaara hain naad-e-ali
Mil jaaye humko imdaad-e-ali
Sher-e-khuda asadullah
Sadqaa tera hai imam ali

Ya ali, ya ali
Ya ali tu rehem kar
Ya ali, ya ali
Ya maula tu fazal kar

Ya ali, ya ali
Ya ali tu rehem kar
Ya ali, ya ali
Ya maula tu fazal kar

Rasoolullah ne
Ghadeer-e-khum mein
Mann kunto farmaaya
Rasoolullah ne
Ghadeer-e-khum mein
Mann kunto farmaaya
Ki jiska hoon mein maula
Uska hai ali maula

Rasoolullah rasoolullah
Haan rasoolullah ne
Ghadeer-e-khum mein
Mann kunto farmaaya

Rasoolullah ne
Ghadeer-e-khum mein
Mann kunto farmaaya

Jiska hoon mein maula
Haan jiska hoon main maula
Uska ali hai maula
Uska ali hai maula
Ali maula

Ya ali, ya ali
Ya ali tu rehem kar
Ya ali, ya ali
Ya maula tu fazal kar

Ya ali, ya ali
Ya ali tu rehem kar
Ya ali, ya ali
Ya maula tu fazal kar

Haan kaaba ki waahid
Paidaish hain ali
Kaaba ki waahid
Paidaish hain ali

Mohammed ke jaanasheen hain ali
Mohammed ke jaanasheen hain ali
Hasn-o-hussain ki shaan ali
Ali ali ali ali
Ali ali naad-e-ali
Ali ali naad-e-ali

Hasn-o-hussain ki shaan ali
Khaatoon-e-jannat ki aan ali
Sher-e-khuda asadullah
Sadqaa tera hain imam ali

Ya ali, ya ali
Ya ali tu rehem kar
Ya ali, ya ali
Ya maula tu fazal kar

Shaah-e-mardaan
Sher-e-azdaan
Ameer-ul-momineen

Ya ali, ya ali
Ya ali tu rehem kar
Ya ali, ya ali
Ya maula tu fazal kar
Ya maula tu fazal kar
Ya maula tu fazal kar.