Yaaram song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Anand L. Rai, Krishika Lulla. This song was released on 19 Aug 2016.

Yaaram mere yaaram
Teri yaariyon ka mausam
Yaaram mere yaaram
Mere saath chalta hai hardum

Mere saaz ka nagma tu
Nagma tu, nagma tu
Meri rooh ka kalma tu
Kalma tu, kalma tu

Raaz-e-hayat tujhi mein
Sajda dua tujhi mein
Shaamil khuda tujhi mein
Hua rab se dil ka sangam

Yaaram mere yaaram
Teri yaariyon ka mausam
Yaaram mere yaaram
Mere saath chalta hai hardum

Nagma tu, nagma tu (x2)
Kalma tu, kalma tu (x2)

Ho khwabon se ladta rahan..
Kehne se darta rahan..
Tu mera ho jaaye maangi thi ik dua
Lagta hai apni bhi

Sunn leta hai khuda

Tu hi chain tu junoon hai
Armaan hai aarzu hai
Tu hi pyaas tu sukoon hai
Tu hai dard tu hi marham

Yaaram mere yaaram
Teri yaariyon ka mausam
Yaram mere yaram
Mere saath chalta hai hardum

Oh ek din guzaaru main
Ek raat tu kaate
Ek aashiqi mein hum
Sadiyaan kayi baatein
Bichade kabhi jo duniya yeh bole
Awaaz hu main jiski
Tu hai woh sargam

Yaaram mere yaaram
Teri yaariyon ka mausam
Yaaram mere yaaram
Mere saath chalta hai hardum

Nagma tu, nagma tu
O kalma tu, kalma tu