Ya Khuda Mera Lyrics - Mitali Singh | Bhupinder Singh | Bhupinder
in Albums
Watch the Video
Song Information
Ya khuda mera song is from Gulmohar (2012) and it is sung by Bhupinder.It stars Mitali Singh and Bhupinder Singh in leading roles. This song is penned by N/A and composed by Bhupinder Singh. This song was released on 01 Jan 2012.
Lyrics
Ya khuda mera imtehan na le
Ya khuda mera imtehan na le
Ya khuda mera imtehan na le
Kise jeeta hoon ye bayan na le
Ya khuda mera imtehan na le
Ya khuda
Badi mushkil se
Bach ke aaya hoon
Badi mushkil se
Bach ke aaya hoon
Zindagi phir kahin
Pehchan na le
Zindagi phir kahin
Pehchan na le
Ya khuda
Meri duniya isi se zinda hain
Meri duniya isi se zinda hain
Jaan lele mera imaan na le
Jaan lele mera imaan na le
Ya khuda
Maang lega kabhi
Kimat tujhse
Maang lega kabhi
Kimat tujhse
Bhulkar dost ka
Ehsaan na le
Bhulkar dost ka
Ehsaan na le
Kise jeeta hoon
Ye bayan na le
Ya khuda mera
Imtehan na le
Ya khuda mera
Imtehan na le
Ya khuda.