Chaman ki baharon mein song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2012.
Chaman ki baharon mein tha aashiyana
Chaman ki baharon mein tha aashiyana
Na jaane kahan kho gaya woh zamana
Chaman ki baharon mein tha aashiyana
Na jaane kahan kho gaya woh zamana
Chaman ki baharon mein tha aashiyana
Chaman ki baharon mein tha aashiyana


Tumhein bhulane ki main koshish karunga
Tumhein bhulane ki main koshish karunga
Tumhein bhulane ki main koshish karunga
Ye wada karo ke na tum yaad aana
Ye wada karo ke na tum yaad aana
Chaman ki baharon mein tha aashiyana


Mujhe mere mitane ka ghum hain to ye hain
Mujhe mere mitane ka ghum hain to ye hain
Mujhe mere mitane ka ghum hain to ye hain
Tumhein bewafa thehara raha hain zamana
Tumhein bewafa thehara raha hain zamana
Chaman ki baharon mein tha aashiyana


Khudara meri kabra par tum na aana
Khudara meri kabra par tum na aana
Khudara meri kabra par tum na aana
Tume dekha kar saq karega zamana
Tume dekha kar saq karega zamana
Na jaane kahan kho gaya woh zamana
Chaman ki baharon mein tha aashiyana
Na jaane kahan kho gaya woh zamana
Chaman ki baharon mein tha aashiyana
Chaman ki baharon mein tha aashiyana.