Yeh phoolon ki khushbu song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Yeh phoolon ki khushbu hawao ki thandak
Fizzao ki masti bhare shaam hain
Yeh phoolon ki khushbu hawao ki thandak
Fizzao ki masti bhare shaam hain
Ye deewana mosam
Ye deewana mosam ye mastana aalam
Tere naam hain bas tere naam hain
Yeh phoolon ki khushbu hawao ki thandak
Fizzao ki masti bhare shaam hain


Uddaye liye jaa rahi hain tamanna
Zamee par nahi aasman par kadam hain
Uddaye liye jaa rahi hain tamanna
Zamee par nahi aasman par kadam hain
Bahot narm ehsaas chhune laga hain
Tumhein kyaa bataye kahan aaj hum hain
Tumhein kyaa bataye kahan aaj hum hain
Ye raahe ye manzil
Ye raahe ye manzil ye khilta huaa dil
Khushi hi khushi ka ye paigaam hain
Yeh phoolon ki khushbu hawao ki thandak
Fizzao ki masti bhare shaam hain


Labo ki khamoshi mein hain ek kahaani
Muhabbat ke dharo mein hain ek rawaani
Labo ki khamoshi mein hain ek kahaani
Muhabbat ke dharo mein hain ek rawaani
Kadam do kadam ka safar ye hamara
Ghuzarenge saath hum ek zindagaani
Ghuzarenge saath hum ek zindagaani
Milli jab nigahein diye jhal uthe hain
Ye kaisa muhabbat ka inaam hain
Ye deewana mosam
Ye deewana mosam ye mastana aalam
Tere naam hain bas tere naam hain
Yeh phoolon ki khushbu hawao ki thandak
Fizzao ki masti bhare shaam hain
Ye deewana mosam ye mastana aalam
Tere naam hain bas tere naam hain.