व्हाई Why Lyrics - Talha Anjum | Talhah Yunus
in Album Songs
Watch the Video
Song Information
व्हाई why song is sung by Talha Anjum and Talhah Yunus. Record label of this song is Young Stunners. This song is written by Talha Anjum. This song was released on 20 Jan 2022.
Lyrics
Teri mehfilon mein
Hum na honge
Lagengi thokhare
Zakham na honge
Suna to de tujhe
Ab haal-e-dil ye
Bhantke bhi ghum
To kamm na honge
To likhne do mujhe
Ab hizar ki un doorion pe
Kya tum padhoge marshiye
Meri majbooriyon ke
Ye jalte diye rahe
Gawah uss absurdgi ke
Iske sarhaane kitne
Jam maine piye honge
Diye dard tune
Waise dard hi nahi hai
Cold world ye duniya
Mujhse jalti rahi hai
Par iss kalam ko nahi
Sawal ye toh chalti rahi hai
Karti hai kamal ye bhi
Likhti he sawal tumse
Why did you do this to me
Why you?
I know tum meri nahi
I do
Why did you do this to me
Why you?
I know tum meri nahi
I know tum meri nahi
Lamhe thehre hue
Jane na de
Ghadi udaas lage
Pyas wo bhujhane na de
Laahu itna garam ke
Ye kagaz ab bahane na de
Koi phool kante jab jaage
Tum sarhane na de
Dhundhte thikane
Ye awaz meri gunjti
Sawal karein tujhse kyun
Ab haal bhi nahi puchti
Ho chuke behaal toh
Woh mere baare sochti
Qalam kamaan in lafzon
Ko kaise rokti
Zulfon mein uljhe teri
Shayri kya khaak kare
Muh pe anjan bane
Fursat mein yaad kare
Zakham ye taaze masle-e-had
Yahi naa bat kare
Aaj bhi log in lafzon ke
Mohtaaz rahe
Kya likhun ab
In faaslon pe
Shayad hi kabhi milenge
Phir un raaston pe
Bhatke musafir ji rahein hai
Tere aasron pe
Karoge tum bhi yaad
Jab bhi saans loge
Why did you do this to me
Why you?
I know tum meri nahi
I do
Why did you do this to me
Why you?
I know tum meri nahi
I know tum meri nahi
Abhi farmaan aaya
Hain wahan se
Ke hat jaun mein
Apne darmiyan se
Samajh mein zindagi
Aaye kahan se
Padhi hain ye bar
Darmiyan se
Zamana tha woh
Dil ki zindagi ka
Teri furkat ke din
Lau kahan se
Falah se thi ghazal
Behtar falah ki
Falah ke zakhm
Ache the falah se
Jala do khat mere
Wo shayriyan rakh karo
Fursat na thi tumhe
Ab furkat mein yaad karo
Gunje har taraf ab
Meri hi khamoshiyan
Tum dheeme lehzon mein ab
Bin kahe koi bat karo
Jab ho sake tumse
Tum kar dete sab faramosh
Yeh dil samundar ispe
Mojho ka bada bojh
Main rooh posh
Ye industry nahi meri dost
Na mujhe uska nasha
Na use mera hosh
Why did you do this to me
Why you?
I know tum meri nahi
I do
Why did you do this to me
Why you?
I know tum meri nahi
I know tum meri nahi.