LyricsTashan

Me &Amp; You Lyrics - Therapy | Talha Anjum | Talhah Yunus

in Movies

Watch the Video

Song Information

Me & you song is from and it is sung by and . Record label of this song is Jokhay. This song is penned by and composed by . This song was released on 12 Apr 2024.

Lyrics

Jaana tere jaisa yaar hi nahi milta
Saaron se mein bezaari se milta

Ghar me toh roshni hi nahi mile tujhe

Khabar hai na khali koi chiraag hi nahi jhaltaJaana tere jaisa yaar hi nahi milta
Saaron se mein bezaari se milta

Ghar me toh roshni hi nahi mile tujhe

Khabar hai na khali koi chiraag hi nahi jhalta
Still I try to hold it down for you

Tu raazi ho mein aisa kya kahoon

Tu aaj hi aaya mere khuaab mein

Lekin khuli jo aankh to laga 

Mein abhi khwaab mein huStill I try to hold it down for you

Tu raazi ho mein aisa kya kahoon

Tu aaj hi aaya mere khuaab mein

Lekin khuli jo aankh to laga 

Mein abhi khwaab mein hu
Tu bada beparwaah sa

Khol dill ka yeh darwaza

Ghuneghar ko tu de saza

Aankhein laal cuz we smoke zazaTu bada beparwaah sa

Khol dill ka yeh darwaza

Ghuneghar ko tu de saza

Aankhein laal cuz we smoke zaza
Yaad nahi kab kam pi thi

Lekin aaj sab kahein pili maine bohot zyada

Puri duniya mere haath mein hai

Lekin tera hath na ho haath mein toh sab aadhaYaad nahi kab kam pi thi

Lekin aaj sab kahein pili maine bohot zyada

Puri duniya mere haath mein hai

Lekin tera hath na ho haath mein toh sab aadha
Dill ko dill se raah nahi rahi

Meri jaan mujhe bhi ab teri chaah nahi rahi

Matlab ke maut se milun toh kuch sukun ho

Jeene mein toh ab ho baat hi nahi rahiDill ko dill se raah nahi rahi

Meri jaan mujhe bhi ab teri chaah nahi rahi

Matlab ke maut se milun toh kuch sukun ho

Jeene mein toh ab ho baat hi nahi rahi
Peene ke liyе zeher hai dasteyaab par

Mеri maut ki wajah toh sharab hi rahi

Ji aap wo leti mera naam nahi

Ghuftgoo bas aap janab thak hi rahiPeene ke liyе zeher hai dasteyaab par

Mеri maut ki wajah toh sharab hi rahi

Ji aap wo leti mera naam nahi

Ghuftgoo bas aap janab thak hi rahi
Ghum-eh-shaam izaafa ho raha hai

Kahin ka waada kahin wafaa ho raha hai

Ye sauda dill ka hai jo ghaata ho raha hai

Wo mudh kar na aaye wo jata jo raha haiGhum-eh-shaam izaafa ho raha hai

Kahin ka waada kahin wafaa ho raha hai

Ye sauda dill ka hai jo ghaata ho raha hai

Wo mudh kar na aaye wo jata jo raha hai
Dill ke makaan se nikal ke dekho janeman

Dill ke bazar mein tamasha ho raha hai

Zehen ko zindaghi ki fikar khaa gayi

Ye mera dill kam se kam gaata to raha haiDill ke makaan se nikal ke dekho janeman

Dill ke bazar mein tamasha ho raha hai

Zehen ko zindaghi ki fikar khaa gayi

Ye mera dill kam se kam gaata to raha hai
Kyu rehti ho dur

Toote taaron ki maanind hi toota hai mera guroor

Yeh tera sulook

Na tera weham ab raha na hi mera wajuud

Hui kiya subaah

Uske jaane se pehle hua tha jo suraj guroob

Hua phir tulooh toh kyu itne dur

Dhalte suraj ki maanind ab dhal hi gaya mujhme tu

Tujhme mein main, me and youKyu rehti ho dur

Toote taaron ki maanind hi toota hai mera guroor

Yeh tera sulook

Na tera weham ab raha na hi mera wajuud

Hui kiya subaah

Uske jaane se pehle hua tha jo suraj guroob

Hua phir tulooh toh kyu itne dur

Dhalte suraj ki maanind ab dhal hi gaya mujhme tu

Tujhme mein main, me and you
Kya tere aasuon se likh raha hu

Kya ab dhuaon mein bhi dikh raha hu

Andhero mein me bhikhra rahu

Tu agar meri nahi tou phir mein tujhko kiska kahuKya tere aasuon se likh raha hu

Kya ab dhuaon mein bhi dikh raha hu

Andhero mein me bhikhra rahu

Tu agar meri nahi tou phir mein tujhko kiska kahu
Bheed hi bheed hai mein ghut raha hu

Apne chane waalo se hi ab mein chup raha hu

Ye lafz bikte nahi bazaaron mein

Sirf tere muh pe chup raha huBheed hi bheed hai mein ghut raha hu

Apne chane waalo se hi ab mein chup raha hu

Ye lafz bikte nahi bazaaron mein

Sirf tere muh pe chup raha hu
Dil udaas tere dil mein nahi dimaag mein the

Har sawal toh sune magar jawaab nahi dein

Kehti aayi jab bhi yaad tum toh saath nahi the

Mera shonk mera kaam mere khuaab toh deDil udaas tere dil mein nahi dimaag mein the

Har sawal toh sune magar jawaab nahi dein

Kehti aayi jab bhi yaad tum toh saath nahi the

Mera shonk mera kaam mere khuaab toh de
Kaise rokoghe mujhe ye saje baagh toh dekh

Always real with my homies I don't like to fake

I don't like to wait either ye adaab to dekh

Khuda hero meri story ka yeh life at stakeKaise rokoghe mujhe ye saje baagh toh dekh

Always real with my homies I don't like to fake

I don't like to wait either ye adaab to dekh

Khuda hero meri story ka yeh life at stake
I'm a killer with a motive you just quote

Man we wrote it I'm the hope

I'm a poet battees bore padi loaded

Teri soch choti chote tere dard karein ghoddeI'm a killer with a motive you just quote

Man we wrote it I'm the hope

I'm a poet battees bore padi loaded

Teri soch choti chote tere dard karein ghodde
Mere bol mera food hein alag zor uddein tote

Apni maut se hi haath yu milaa aaye

Kitne pehle mujhse kitne mere baad aaye

Kitne geet likhe tujhpe jo jala aaye

Teri yaad aaye jese ghar se bhag aayeMere bol mera food hein alag zor uddein tote

Apni maut se hi haath yu milaa aaye

Kitne pehle mujhse kitne mere baad aaye

Kitne geet likhe tujhpe jo jala aaye

Teri yaad aaye jese ghar se bhag aaye
Ye lafz teer tou kaman tum ho

Meri awaz ye zaban tum ho

Abhi bhi zinda par mehmaan tum ho

Mein pareshaan par hairaan tum hoYe lafz teer tou kaman tum ho

Meri awaz ye zaban tum ho

Abhi bhi zinda par mehmaan tum ho

Mein pareshaan par hairaan tum ho
Na hi ped na koi saya hum ne khud ko bhi hasaya

Tune ajnabi banaya par koi baat nahi

Sara bhojh bhi uthaya mene raasta dikhaya

Mene jitna bhi kamaya mujhe yaad nahiNa hi ped na koi saya hum ne khud ko bhi hasaya

Tune ajnabi banaya par koi baat nahi

Sara bhojh bhi uthaya mene raasta dikhaya

Mene jitna bhi kamaya mujhe yaad nahi
Kyu rehti ho dur

Toote taaron ki maanind hi tuta hai mera guroor

Yeh tera sulook

Na tera weham ab raha na hi mera wajood

Hui kiya subaah

Uske jaane se pehle hua tha jo suraj guroob

Hua phir tulooh toh kyu itne dur

Dhalte suraj ki maanind ab dhal hi gaya mujhme tu

Tujhme mein main, me and youKyu rehti ho dur

Toote taaron ki maanind hi tuta hai mera guroor

Yeh tera sulook

Na tera weham ab raha na hi mera wajood

Hui kiya subaah

Uske jaane se pehle hua tha jo suraj guroob

Hua phir tulooh toh kyu itne dur

Dhalte suraj ki maanind ab dhal hi gaya mujhme tu

Tujhme mein main, me and you

Related Songs

More songs from Therapy
More songs of Talha Anjum
More songs of Talhah Yunus