Waqt ka saya song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Jhamu Sughand. This song was released on 01 Feb 2002.
Waqt ka saya kisne tala hai
Ho rahega jo hone wala hai
Waqt ka saya kisne tala hai
Waqt ka saya kisne tala hai
Waqt ka saya kisne tala hai
Waqt ka saya kisne tala hai


Din to ye bhi guzar jaayega
Par ye lamhaa guzarata nahi
Aag hi aag hi aag hai phir
Kyun suraj pighalataa nahi
Daag dhone se jaate nahi
Daag dhone se jaate nahi
Dard rone se ghatataa nahi
Waqt ka saya kisne tala hai
Waqt ka saya kisne tala hai


Nind me saas lete to hai
Khwab jaage to mar jaate hai
Bebasi hai badi bebasi
Apne saaye se dar jaate hai
Kaun kis se shikayat kare
Kaun kis se shikayat kare
Jo likhaa hai vo mitataa nahi
Waqt ka saya kisne tala hai
Waqt ka saya kisne tala hai


Ho rahega jo hone wala
Hai jo hone wala hai
Waqt ka saya kisne tala hai
Waqt ka saya kisne tala hai
Waqt ka saya kisne tala hai
Ho rahega jo hone wala hai.