Sola Singar Karke Lyrics - Filhaal... | Tabu | Sanjay Suri | Sushmita Sen | Jaspinder Narula | Palash Sen
in Movies
Watch the Video
Song Information
Sola singar karke song is from Filhaal... (2002) and it is sung by Jaspinder Narula and Palash Sen.It stars Tabu, Sanjay Suri, Sushmita Sen and Palash Sen in leading roles. This song is penned by Gulzar (Sampooran Singh Kalra) and composed by Anu Malik. It is produced by Jhamu Sughand. This song was released on 01 Feb 2002.
Lyrics
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Sola singar karke godi bharayi le
Sola singar karke godi bharayi le
Saiyyan saiyyan saiyyan saiyyan
Saiyyan se kheli bahut
Abb chhotu ko khilayi le
Sola singar karke godi
Bharayi le sola singar kare
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Chhotu jo aave ghar me
Chhotu jo aave ghar me
Oye hoye hoye hoye oye hoye hoye hoye
Chhotu jo aave ghar me nani behlave
Payal pehenke nani nach dikhave
Payal pehenke nani nach dikhave
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Han chhotu jo aave ghar me
Chhotu jo aave ghar me
Hoye hoye oye oye oye
Chhotu jo aave ghar me masi ko bulave
Nadi badalke unaki lori sunave
Nadi masi ki chhotu jo
Aave ghar me aave unke mama
Mama ya chacha mm chacha
Chhotu jo aave ghar me
Aave unake mama
Daton se nala pakde hath
Se pajama oh teri hasi bhar
Bharke ghar me chhidkave
Oh sola singar karke godi bharayi le
Sola singar karke godi bharayi le
Saiyyan saiyyan saiyyan saiyyan
Saiyyan se kheli bahut
Abb chhotu ko khilayi le
Sola singar karke godi
Bharayi le sola singar karke
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa.