Vrat tumhara jo kare song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare vrat
Tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum
Uska beda par maiya uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Jai ma  jai ma  jai ma  jai ma
Jai ma  jai ma  jai ma  jai ma


Maive paide ke ye chadave
Tumko na lalchaye
Bas gud aur chane hi mata
Man ko tumhare bhaye
Ho maiya man ko tumhare bhaye
Maive paide ke ye chadave
Tumko na lalchaye
Bas gud aur chane hi mata
Man ko tumhare bhaye
Ho maiya man ko tumhare bhaye
Itne me hi bhar deti ho
Ha itne me hi bhar deti ho
Sabke tum bhandar
Ma santoshi karti ho tum
Uska beda par maiya uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par


Tumko koi kya dega ma
Tum ho dene wali
Raja dhani kuber tumhare
Dar pe sabhi sawali
O maiya dar pe sabhi sawali
Tumko koi kya dega ma
Tum ho dene wali
Raja dhani kuber tumhare
Dar pe sabhi sawali
O maiya dar pe sabhi sawali
Jag ki sirjhan har tumhi ho


Jag ki sirjhan har tumhi
Ho tu ho palan har
Ma santoshi karti ho
Tum uska beda par
Ho maiya uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Jai ma  jai ma  jai ma  jai ma
Jai ma  jai ma  jai ma  jai ma


Vrat tumhara man ko
Sachi shakti deta mata
Ye vrat karke har ek parani
Darash tumhare pata
O maiya darash tumhare pata
Vrat tumhara man ko
Sachi shakti deta mata
Ye vrat karke har ek parani
Darash tumhare pata
O maiya darash tumhare pata
Vrat tumhara banta maiya


Ha vrat tumhara banta
Sache jivan ka aadhar
Ma santoshi karti ho tum
Uska beda par maiya uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par


Yug yug ki sachai hai
Jo jane ye jag sara
Vrat tumhara andhiyare
Me le aata ujiyara
O maiya le aata ujiyara
Yug yug ki sachai hai
Jo jane ye jag sara
Vrat tumhara andhiyare
Me le aata ujiyara
O maiya le aata ujiyara
Karte hai parnam mata


Karte hai parnam mata tumko barambar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Ho maiya uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par.